Showing posts with label Urdu Poetry. Show all posts
Showing posts with label Urdu Poetry. Show all posts
Saturday, 15 December 2012
Tuesday, 17 July 2012
Nazaron Ka KamaL Latest Urdu Ghazal
Posted By:
Unknown
on 08:12
Us Ki Nazaron Ka KamaL Na Pooch,
Ab Jo Hua Hy Mera HaaL Na Pooch,
Ho Gayi Us K Saamny Zuban Band Meri,
Phir Kya kiya Us Ne Mujh se Sawal Na Pooch,
Milta Hy Mujhe Har Roz Khuwab Main,
Usy Hai Mera Kitna KhayaL Na Pooch,
Us k Sang Jo Waqt Guzra MaLoom Nahi,
JUDAI Main Jo Guzra Wo SaaL Na Pooch,
TAJIR To Hun Main Mohabbat ka Magar,
Hua Kis tarha kangaal na poch.
Saturday, 30 June 2012
Bun ke ahsas meri dharkan k paas rehtay ho,
Posted By:
Unknown
on 20:21
Bun k ahsas meri dharkan k paas rehtay ho,
Tasveer ban k meri aankhon k paas rehtay ho,
Tasveer ban k meri aankhon k paas rehtay ho,
Aaj poochtay hain aik sawal tumsay,
kiya door reh ker tum bhi udaas rehtay ho?
kiya door reh ker tum bhi udaas rehtay ho?
Tuesday, 26 June 2012
Musalman
Posted By:
Unknown
on 23:33
Jab bhool chuka apni pehchan
phir kyu na kaho insaan ko hewaan
raah_e_haq ko chor kar yeh dhondta
naye rastay naye dar o naye jahaan
tera emaan kisi kaam ka nahi a musalman
jab dil main wo teray nahi hay nehaa
agar dil kay pas deeda_e_shoq
nazar ayain tabhi manzil kay nishaan
By: Jaan jazib
phir kyu na kaho insaan ko hewaan
raah_e_haq ko chor kar yeh dhondta
naye rastay naye dar o naye jahaan
tera emaan kisi kaam ka nahi a musalman
jab dil main wo teray nahi hay nehaa
agar dil kay pas deeda_e_shoq
nazar ayain tabhi manzil kay nishaan
By: Jaan jazib
Soya zameer kyu
Posted By:
Unknown
on 21:11
Pehchan insan ganwa betha soya zameer kyu
muntazir hay manzalain chalny main dair kyu
ub mujh say yeh zabat nahi hota yeh qalam nay kaha
tlkhi kay jaam pee kay jazib likhta hay shair kyu
niklo gay khawab gah say jab aye ga inqalaab
jab khurseed ho mehav khawab aye sawair kyu

Saturday, 23 June 2012
Tuesday, 15 May 2012
Yonhi sajj Dhajj ke Rehne se Kahan Taqdeer Banti Hai,,
Posted By:
Unknown
on 08:10
![]() |
| Latest Love sms collection |
Yonhi sajj Dhajj ke Rehne se Kahan Taqdeer Banti Hai,,
.
.
DUA Jazbe Na Orhay to Kahan Taaseer Banti Hai,,
.
.
Takhayul Mein agar Parwaaz ki taaqat Nahi Shamil,,
.
.
To Rang0n ko Sajane se Kahan Tasveer Banti Hai,,
.
.
Jigar ke Zakham Hi to Daasta'n Mein Rang Bharte Hain,,
.
.
Warna Lafz Likhne Se kahan Tehreer Banti Hai,,
.
.
Shikasta Manzr0n ki Kirchiyaan Aankh0n Mein Chubhti Hain,,
.
.
Ke Deewan0n ke Khawab0n ki Kahan tabeer banti hai.
Saturday, 12 May 2012
Posted By:
Unknown
on 10:26
Bujh Rahay Han Shaher Ke Jaltay Huay Chiragh
Ay Neend Ab Toh Aa Ja Bohat Raat Ho Chali
Ay Neend Ab Toh Aa Ja Bohat Raat Ho Chali
Meri in Toot-ti Saanson ki Qasam hai Tum ko
Posted By:
Unknown
on 10:15
Apni Aankhon k Dareechon mai Basalo Mujh ko
Bikhar na jaoon kahiin, aa ker sambhalo Mujh ko
Bikhar na jaoon kahiin, aa ker sambhalo Mujh ko
Ye Mera Pyar hai Roshan Chirag ki manind
Tum apne Chaand se Maathey per saja lo isko
Mai Tere Ishq mai ab Khaak na ho jaoon kahin
Mujhe sambhalo, Haathon mai utha lo Mujh ko
Tum Mere Sabar ka Imtihaan ab nahi lena
Tarap rara hoon Tum apna bana lo Mujh ko
Meri in Toot-ti Saanson ki Qasam hai Tum ko
Aakhir Dam per hoon, Seene se lagalo Mujh ko....
Friday, 11 May 2012
Wo Mujhy Dard de de Kr Aazmata raha by Wasi Shah
Posted By:
Unknown
on 08:20
| "Wasi Shah" Sitam Mere Dil Pe Wo Yun Deta raha ""'"Raat Bhar Bewafa Yad Aata raha""'" Na Hua ehsas usay Kisi K Dard Ka Yahan Main Sehra Me tanha Hi Chillata raha, Chahta tha Jisey Me Khud Se B Zyada Wo Mujhy Dard de de Kr Aazmata raha, Likhta raha Jisy Apny Jigar K Khon Se Khatt Pata Chala Wo t |
Wo Jab Bhi Ye Kehta Ha,Usey Mujh Se Mohabbat Hai.
Posted By:
Unknown
on 08:14
. ~*~ADHURI~*~~*~ NAZM ~*~
~Wo Kehta Hai,
Usey Phoolon Ki Chahat Hai
~Magar Jab Phool Khiltey Hain Wo Un Ko Tor Deta Hy
~Wo Kehta Hai,
Usey Barish Ka Mosam Acha Lagta Hai
~Magar Jab Barish Hoti Hy Wo Kamrey Mein Afsurda Ho Kar Baith Jata Hai
~Wo kehta hai,
Hawaayen Ishq Hain Us Ka
~Magar Jab Hawaa Chalti Hai To Wo Khirki Band Rakhta Hai,
~Mujhy Ab Dar Sa Lagta hai
~Wo Jab Bhi Ye Kehta Ha,Usey Mujh Se Mohabbat Hai.,
Thursday, 3 May 2012
Wo Kahen Melay tu Use Ya kehna
Posted By:
Unknown
on 10:51
![]() |
Wo Kahen Melay tu Use Ya kehna Ka Ham ab bhi tumhare intezar ma hain!! |
Khafa To Tha Wo Magar Mujhse Muskura k Mila
Posted By:
Unknown
on 10:50
![]() |
Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa k mila Khafa To Tha Wo Magar Mujhse Muskura k Mila |
Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa k mila
Khafa To Tha Wo Magar Mujhse Muskura k Mila
Wo Humsafar K Mere Tanz Pe Hansta Tha Bohat
Sitam Zareef Muje Aaina Dikha Ke Mila
Mere Mizaj pe Hairan Hai Zindagi Ka Shaoor
Main Apni Moat Ko Aksar Gale Laga K Mila
Main Us Se Mangta Kia Khoon Baha Jawani Ka
K Wo Bhi Aaj Muje Apna Ghar Luta k mila
Main jisko Dhoond Raha Tha Nazar Ke Raste Main
Mujhe Mila Bhi Tou Zalim Nazar Jhuka K Mila
Main Zakham-e-Zakham Badan Le K Chal Dia
Wo Jab Bhi Apni qabar Per Kanwal Saja K mila
Sunday, 22 April 2012
Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye
Posted By:
Unknown
on 06:25
Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye,
Har koi rota nahi Aansu bahane k liye,
Ruthne ka mazaa to tab aata hai,
Jab koi apna ho manane k liye.
Har koi rota nahi Aansu bahane k liye,
Ruthne ka mazaa to tab aata hai,
Jab koi apna ho manane k liye.
See more relates sms to Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye
“Mujhe Tum Se Mohabbat hai”
Posted By:
Unknown
on 06:20
Wo keh gaya hai “Mujhe Tum Se Mohabbat hai”
Ussay kiya maloom ye lafzon main adda nahi hot
see more Latest urdu Ghazal SMS
Ussay kiya maloom ye lafzon main adda nahi hot
see more Latest urdu Ghazal SMS
Saturday, 14 April 2012
Decent Urdu Poetry For SMS
Posted By:
Unknown
on 04:46
Mein usay kaise akela chhor dun is raah mein
Saath jo chalta raha majboriyon k baad bhi
Ban k khushbo rach gaya hai yun mere ehsas mein
Door ho paya nahi wo dooriyon k baad bhi
Rafta Rafta us ko bhi ye duniya raas aa gai
Muskura k wo mila hai ranjishon k baad bhi
Fasilay kab kam hoay hain Raabtoun k baad bhi
Ajnabi thy ajnabi hain Mohabtoun k baad bhi

TUM MOHABBAT BHI
Posted By:
Unknown
on 04:43
Tum Mohabbat bhi Maosam Ki Tarha Nibhate Ho,
Kabhi baraste Ho Kabhi ek boond Ko Tarsate Ho,
Pal Mein Kehte Ho Zamane Mein Faqat Tere Hain,
Pal Mein Izhaar-e-Muhabat Se Muker Jate Ho,
Bhari Mehfil Mein Dushmano ki Tarah Milte Ho,
Aur Duaaon Mein Mera Naam Liye Jate Ho,
Dayar-E-Ghair Mein Mujh ko Talash karte Ho,
Miloon To Paas Se ChupChaap Guzer Jate Ho,
Lakh mosam ki tarah rung badalte raho,
Aaj bhi toot k shiddat se humein chahte ho..

Tum meri yaad me jalo to bura lagta hai
Posted By:
Unknown
on 04:34
'Tum meri yad me jalo to "bura" lagta hai,
Tum mere dedar ko tarso to "bura" lagta hai,
Ek tamnna hy faqat, muj pe mehrban raho,
Tum kisi or ko dekho to "bura" lagta hai,
Meri "ROOH" tarasti hy tumhri kushbo ko,
Tum kahin or jo mehko to bura lagta hai,'

Friday, 9 March 2012
Ab jo bichray hain
Posted By:
Unknown
on 00:27
Ab jo bichray hain to ehsaas hua hai hum ko
Dard kya hota hai tanhai kisay kehtay hain
Dard kya hota hai tanhai kisay kehtay hain
Char su gunjti ruswai kisay kehtay hain
Ab jo bichray hain to ehsaas hua hai hum ko
Ab jo bichray hain to ehsaas hua hai hum ko
Koi lamha ho teri yaad mai kho jatay hain
Ab to khud ko bhe muyassar nahi aaa patay hain
Ab to khud ko bhe muyassar nahi aaa patay hain
Raat ho din ho tere pyar mai hum behtay hain
Dard kya hota hai tanhai kisay kehtay hain
Dard kya hota hai tanhai kisay kehtay hain
Ab jo bichray hain to ehsaas hua hai hum ko
Woh jo ghum aye usay dil pay saha kertey thay
Woh jo ghum aye usay dil pay saha kertey thay
aik saath hum mil ker raha kertey thay
Ab akelay he zamanay ke sitam sehtay hain
Ab akelay he zamanay ke sitam sehtay hain
Dard kya hota hai tanhai kisay kehtay hain
Ab Jo bichray to ehsaas hua hai hum ko
Ab Jo bichray to ehsaas hua hai hum ko
Hum Nay khud apni raahon mai bichaye kantay
Gher mai phoolon ke jagah la ker sajaye kantay
Gher mai phoolon ke jagah la ker sajaye kantay
Zakham iss dil mai basaye howe khud rehtay hain
Yun toh duniya ki har cheez haseen hoti hai
Yun toh duniya ki har cheez haseen hoti hai
Pyar say maghar kuch bhe nahi hoti hai
Rastah rok kay har aik say yehi kehtay hain
Rastah rok kay har aik say yehi kehtay hain
Ab jo bichray hain toh ehsaas hua hai hum ko
Dard kya hotah hai tanhai kisay kehtay hain
Dard kya hotah hai tanhai kisay kehtay hain
Char so gunjti ruswai kisay kehtay hain
Ab jo bichray to ehsaas hua hai hum ko
Ab jo bichray to ehsaas hua hai hum ko
Subscribe to:
Posts (Atom)

Ghazal: Apni Aankhon k Dareechon mai Basalo Mujh ko 