Aik shakhs paanch waqat ki namaz bari pabandi se masjid main ja kar parhta tha.
Log us ke taqwa se bayhad mutasir thay.
Aik din kisi aadmi ne dusre se kaha:
"Ye shakhs jo nahayat khushu-o-khazu se namaz ada kar raha hai bay had matqi aur parhezgar hai.
Namazi ne foran namaz tod kar kaha
"Aur janab haji bhi tou hon."

0 comments:
Post a Comment