Aao Jan’ch letey hain
Dard ke Traazoo per Kis ka Gham kahan tak hai
Shidatein kahan tak hain
Kuch Aziz logo’n se pochna to parta hai
Aj-kal Mohabbat ki Qeematein kahan tak hain
Ek sham aa jao, Khul ke Hal-e-Dil keh lein
Kon jane sanso’n ki, Mohalaaten kahan tak hain…!!
0 comments:
Post a Comment