Barishon kay mosam hai
Rooh ki fizaaon main
Ghum zadda hawaein hain,
Be'sabab udaasi hai
Iss ajeeb mosam main
beshumaar batein hain
Un-ginat fasanay hain
Jo bohot khamoshi say
Dill pe sehtay phirtay hain
Aur kehtay phirtay hain
KISS QADAR SATATAY HO
Barishon kay mosam main
Kitna yaad aatay ho
0 comments:
Post a Comment