Friday, 15 June 2012

Filled Under:

Dard kay dariya

Dard kay dariya ik koozay main phir aisy koozoo kay dariya
band hay jis ik koozay main wo kooza mera dil hi hay

sad baar tum khafa raho sad baar tum jafa karo magar jan lo sanam mery
na ansuu bahao ga na tumhain manao ga khuda ni ho tum mery

tujsy wabasta yadoo kay pathar meray sar par pary
khata hoe jo teri gali say guzray ub na guzray gay

gham_e_yaar main ranjeeda rehna khunda karta hay
preshaan rehna apna yun mashgala sabit hoa

mera naam muhabat_e_duniya hay main hoo andha pan insaan ka
main panah gazeen ho jis jaga wo dil hay kisi haiwaan ka

adaa shukria mery dil ka kar tery arzoo ko panah hay di
warna dil ba dil phirti har dil say thokarain parti

zakhmo ka hay sehansah hay deet buhat zakhm_e_ishq
bharta nahi marham say say bhi nasoor kahi ka

aaj ruk kay mery qalam nay rotay hoe mujsy kaha
bari dard naak teri dastaa ub mujh main hosla nahi

By: Jaan jazib




0 comments:

Post a Comment