Gar hota koi teesra teri tishnagi bhuja detay
a taig sada ub tishna reh rqeeb apna sanam nikla
talhkian tanhaiya nakamiya ruswayein
ghaflatain laye kaha laye kaha khush fehmian
aqal kay peemano say gehrai ishq ki na naap
dil ik jo behray_e_beqraa qatra ishq main bay nishaa
a ainay zara hosh say khush fehmi yeh achi nahi
wo tujh main khud ko dekhaty hain tujh ko nahi dekhty
gar hay masla taskeesh_e_marz to mery charah gar preshaa na ho
sun sans main jo naam hay wohi naam marz o ilaaj hay
izhaar jabsay hay kia wo door door rehty hay
ub sochtay hay baith kay haye yeh kya kia hum nay
By: Jaan jazib
0 comments:
Post a Comment