La parwahi jaha pay hoti hay nakami wahein pay ati hay
nagraani na ho jis dodh ki wo dodh bili pee jati hay
mujrim tera hoo mujay ilam hay janta magar yeh bhi ho
kay rehmat teri bahan_e_bakhsish dhondany main mahar hay
apny kiye pay to kabi nadam na wo hoa
magar kirdar_e_muslim pay shayed sharmida iblees bhi
atish zeeray pa bhi hay jalan andaroon_e_seena bhi
munafaqat hay dil main shayed dharti pay shayed maasiat
hadood_e_deen e islami hi main baqay_e_insani
bahar satah sumandar say machli zinda nahi rehti
band ankho say to khud ko puhncha manzil pay paty ho
maza to jab hay manzil pay khuli ankho say puhncho tum
kosish gul ki karta ho magar kanty hi pata ho
magar umeed hay zakhmi hath ko gul bhi kabi ayein gay
duniya ishrat dars_e_shitaa duniya ibrat dars_Quraa
kon qabil_e_tabay e farmaa ub hawaly jin o insaaa
farda ka to na ho muntazir jo karna wo aj kar
a dost gar gul aye ga aaj hi ban jaye ga

0 comments:
Post a Comment