Friday, 11 January 2013

Filled Under:

Tumhain Zehar Maine Hi Diya Tha sms

Aik aadmi ne martay waqt apne dost se kaha.
Yaar pichlay saal tumhare 25000 ka ghaban main ne hi kiya tha aur tumhari factory ke mazduron ko bhi main ne hi bharkaya tha.
Agar tumhain badla laina hai tou lay lou.
Koi baat nahin mere dost! tumhain zehar bhi main ne hi diya tha.




0 comments:

Post a Comment