Friday, 11 January 2013

Filled Under:

Badshah Salamat Murdabad Ke Naray sms

Faqeer ke ghar main andon se chuzay niklay tou badshah salamat zindabad ke naray laganay lage.
Wazeer ne woh chuzay shahi mehal main pohancha diye. Dusray d!n badshah ney ghaz@bn naak ho kar pucha.
Ye kya gustakh! hai ye chuzay kya bak rahay hain.
Ye hazor zindabad keh rahay hain,
Nahin badshah ne ghazab se kaha aur chuzon ko darbar main mangwaya.
Chuzay badshah salamat murdabad ke naray laga rahay thay.
Wazeer nay arz kiya.
Janab mere ghar main zindabad ke naray hi laga rahe thay magar us waqt tak un ki ankhain nahin khuli thien.




0 comments:

Post a Comment