Friday, 11 January 2013

Filled Under:

Kanjoos Ka Trunk Utha Kar Bus Se Bahir sms

Bus main sawar aik kanjoos aadmi karaya kam karnay par masar tha aur barabar jhagra kiye ja raha tha.
Bus conductor ko jo gusa aya tou woh kanjos ka trunk utha kar bus se bahir phenknay laga.
Kanjoos ne chila kar kaha.
"Had ho gayi hai aik tou mujh se karaya maang rahe ho aur dusra mere betay ko bhi zakhmi karna chahtay ho."




0 comments:

Post a Comment